De kar dard karte hai duwa
Ek dard hai saare jahan,
aur koi nahi apna yahan,
kaise jiye ham yahan,
pyar bikta hai jahan,
de kar dard karte hai duwa,
sada khush raho tum wahan,
bhool jaao ye jahan,
aur tum chale jaao wahan,
dilwale nahi diljale rehte hai jahan.
Submitted By: Jai Parkash on 01 -Apr-2010 | View: 3293
|