Pyar ke tanha raston par
Pyar ke tanha raston par gire hue yadoon ke zard paton ko nafrton ki andhiya uda le jati hain.
socho ke samander mein uthnay wali maujein apne raste mein ane wali sab umeedon ko baha le jati hain.
na umeedi ki kali gaathaon mein mayusiyon ke andehron mein ek bhi chiragh roshan nahi har bar hawa mere ghar ka deep bujha jati hai
Submitted By: Govind on 27 -Apr-2010 | View: 1423
|