Kya rakha hai jeene mein
Dard tera sabase bada lagta hai tujhe e mere hamdum,
bekhabar hu ki kitani kabrein dafan hain ek seene mein,
kasamein,
waade,
pyaar,
wafa,
mujhe sabne qatl kiya,
meri rooh ka ghar nahin,
phir kya rakha hai jeene mein,
Submitted By: Sumit Rana on 10 -Feb-2010 | View: 1259
|