Zindagi se koi lagaav bhi nahi bacha
Marham lagaane ke liye abb uss chot mein dard nahi bacha,
humein ab is zindagi se koi lagaav bhi nahi bacha,
wo kehte thhe ki unhe bewafa na bulaana,
par duniya mein uske siwaa koi naam hi na bacha.
Submitted By: Sahil on 13 -Jan-2010 | View: 1201
|