Tufaan hai teri yaadon ka
Dil ki tanhai mein,
tufaan hai teri yaadon ka,
inn labbon ki khamoshi pe,
muskaan hai tere vaadon ka,
zara aa,
aake dekh kiss tarah,
main jeeta marta hoon,
kal pyaar tumhi se thha mujhko,
ab to tere khwaabon se bhi darta hoon.
Submitted By: Sumit Rana on 24 -Mar-2010 | View: 1145
|