Tu sitam kar le teri taakat jahan tak hai
Mat puchh mere sabr ki inteha kahan tak hai,
tu sitam kar le teri taakat jahan tak hai,
wafa ki umeed jinhe hogi,
unhe hogi,
hamein to dekhna hai tu bewafa kahan tak hai.
Submitted By: Swapneel on 18 -Jan-2010 | View: 6867
|