Ooncha pyaar ka wo parcham nahi hone deta
Ghar kisi ka bhi wo kaayam nahi hone deta,
marne waale ka bhi maatam nahi hone deta,
itna sangdil hai wo ke kisi keemat par,
ooncha pyaar ka wo parcham nahi hone deta.
Submitted By: Mukesh Rastogi on 09 -Apr-2010 | View: 1300
|