Aasmaan aaj phir se roya hai
Aasmaan aaj phir se roya hai,
naakaam aashiqon ke haar mein ek aur moti piroya hai,
koi to bataaye kahan mera mehboob khoya hai,
mohabbat ki kabr mein mera yeh pyaar soya hai.
Submitted By: Mukesh Rastogi on 27 -Mar-2010 | View: 1313
|