EverythingForCity.com  
Login Register
Login Register
Home | Entertainment | Our India | India Yellow Pages | Tools | Contact Us
Shayari | Quiz | SMS | Tongue Twister | Poem | Fact | Jokes
 
 
 
 
 
Home –› Entertainment –› Shayari –›Bewafa Shayari
» Bewafa Shayari
Koi ruth jaaye tum say to manaa lena

Mera haal-e-dil kuchh aisa hai ke koi bataa nahi sakta,
sunte hain log par koi sunaa nahi sakta,
hawaaon par likha hai maine kissa apni hayaat ka,
ke koi laakh chaahe bhi to mita nahi sakta,
har ek ki tamnna hai ke phoolon pe guzre zindagi,
par raahon mein pade kaanton ko koi hatta nahi sakta,
dil mein dukh somoo ke kab tak hanstay raho gay,
aankhon mein aisay aansuon ko koi chupa nahi sakta,
lakh chahoo in mast miloo mein gum ho jao,
magar bite hue lamhon ko koi bhula nahi sakta,
koi ruth jaaye tum say to manaa lena,
ke jane waalon ko koi waapis bula nahi sakta,
har cheez ko pa lene ki aarzo na kar,
ke suraj niklata hai par us ki taraf koi aankh utha nah sakta,
samandar ki lehron pay un ka naam likhta hoon "cinderella",
ke koi aag laga bhi dey par jala nahi sakta.

Submitted By: Tarun on 24 -Feb-2010 | View: 1723

Help in transliteration

 
Related shayari:
Browse Shayari By Category
 
 
 
Menu Left corner bottom Menu right corner bottom
 
Menu Left corner Find us On Facebook Menu right corner
Menu Left corner bottom Menu right corner bottom