| Home –› Entertainment –› Shayari –›Bewafa Shayari |
|
|
» Bewafa Shayari |
|
woh raat bhi tanha thi
Dil ke aasmaan mein,
udaasi ka andhera hai,
gam ki nisha ka ab na koi savera hai,
ankhon mein aansuon ki barsaat bhi tanha hai...
woh raat bhi tanha thi,
yeh raat bhi tanha h
......
Read more
Submitted By: Sidharath on 08 -Apr-2010 View: 1888
|
| |
|
| |
Woh bhi har kadam par humein azmate rahe
Hum umeedon ki duniya basaate rahe,
woh bhi har kadam par humein azmate rahe,
jab mohabbat mein marna pada,
hum mar gaye woh bahane banate rahe..
Submitted By: Gagan Deep on 25 -Jan-2010 View: 1451
|
| |
|
| |
Hum chiragon ko jalayein umar bhar
Hum chiragon ko jalayein umar bhar,
saath de agar yeh hawayein umar bhar,
pal do pal ka saath dete hain sabi,
kaun karta hain wafayein umar bhar
Submitted By: Sumit Rana on 07 -Feb-2010 View: 1416
|
| |
|
| |
Din gujar gaye
Jo hamse tum na mile to kuch
hum mar na gaye,
kahne ko bat rehe gayi aur din
gujar gaye.
Submitted By: Sahil on 08 -Jan-2010 View: 1208
|
| |
|
| |
Hogayi hai mash-hoor bewafaai
Hogayi hai mash-hoor bewafaai kuch iss tarah un ki
zikar aaya mera mehfil mein toh jhuk gayi nazar un ki
Submitted By: Vikram on 14 -Feb-2010 View: 1341
|
| |
|
| |
|
[Prev] | [First Page] | | | | 23 | | | | | [Next] | [Last Page] |
|
| Total Records: 573 |
|
|
|
| Browse Shayari By Category |
|
|