| Home –› Entertainment –› Shayari –›Bewafa Shayari |
|
|
» Bewafa Shayari |
|
Ghadi bhar mujhe aaraam nahi
Baat parde ki hai,
parda hi pada rehne do,
naam katil ka bata doon ye mera kaam nahi,
kaam kya hai teri ulfat mein tadap ne ke
siva,
tu nahi hai to ghadi bhar mujhe aaraam
na
......
Read more
Submitted By: Anil on 07 -Mar-2010 View: 1235
|
| |
|
| |
Ehssas hai tumko khone ka
Ehssas hai tumko khone ka,
ehsaas hai tanha hone ka,
saari saansein ghut jaane ka,
apna sab kuchh lut jaane ka.
Submitted By: Katyal on 22 -Jan-2010 View: 1252
|
| |
|
| |
Gam bhi soona hai
Gam bhi soona hai mere zeesth ke aangan ki tarha,
laut kar waqt na aaya mere bachpan ki tarha,
karke ghayal mujhe uska bhi bura haal hua,
uski zulfein bhi na suljhi meri uljhan
......
Read more
Submitted By: Vikram on 12 -Apr-2010 View: 1353
|
| |
|
| |
Paigaam aakhri hai
Mera jaake kaasid salaam unse kehna,
aur keh dena kaasid salaam aakhri hai,
mulakaat humse na ab ho sakegi,
yeh deewane dil ka paigaam aakhri hai.
Submitted By: Bali on 02 -Apr-2010 View: 2282
|
| |
|
| |
Ek taraf akela dil ek taraf saara zamana hai
Har taraf se nazron ka waar katilana hai,
ek taraf akela dil ek taraf saara zamana hai,
tez hawaon mein ek chirag-e-hasrat hoon,
jin ki har ada katil unse dostana hai.
Submitted By: Sahil on 10 -Feb-2010 View: 1863
|
| |
|
| |
|
[Prev] | [First Page] | | | | 34 | | | | | [Next] | [Last Page] |
|
| Total Records: 573 |
|
|
|
| Browse Shayari By Category |
|
|