| Home –› Entertainment –› Shayari –›Bewafa Shayari |
|
|
» Bewafa Shayari |
|
Har shakhs iss duniya mein rang badalta hai
Uss ko kissi aur ke saath,
dekh kar dil jalta hai,
uss ki rah dekhti rehti hoon din bhar,
magar wo kisi aur raaste,
se nikalta hai,
dil ko samjhana aasaan nahi,
ki har shakh
......
Read more
Submitted By: Katyal on 19 -Apr-2010 View: 1257
|
| |
|
| |
Jab apne hi dagaa kar jaye to kaun saani
Dard jab dawaa ban jaye to kaun saani,
zehar jab hawaa ban jaye to kaun saani,
kuch log apne ban ke aaye thhe zindagi mein,
jab apne hi dagaa kar jaye to kaun saani.
Submitted By: Vivek on 15 -Feb-2010 View: 2665
|
| |
|
| |
Chaand ki aarzoo
Karni thhi bewafaai to pehle hi bata dete,
yeh duniya bahut badi hai,
kisi aur se dil lagaa lete.,
dil kise doon mila naa iss qabil koi mujhe,
kyun naa usse doon jisney diya ha
......
Read more
Submitted By: Swapneel on 24 -Feb-2010 View: 1171
|
| |
|
| |
Khud ko bhi luta dete agar
Kaash ! hamein bhi aisi kismat mili hoti,
hamare khatir bhi unhe fursat hoti,
abhi to lutaya thaa mohabbat ko unn par,
khud ko bhi luta dete agar,
pyaar ke badale pyaar ki kima
......
Read more
Submitted By: Deepak on 27 -Jan-2010 View: 1306
|
| |
|
| |
Kisi ajanabi ke saath
Apna samajh kar hum jis ke liye ujad gaye.
kal shaam wo kisi ajanabi ke saath mujhe mil gaye.
Submitted By: Sidharath on 12 -Jan-2010 View: 1131
|
| |
|
| |
|
[Prev] | [First Page] | | | | 42 | | | | | [Next] | [Last Page] |
|
| Total Records: 573 |
|
|
|
| Browse Shayari By Category |
|
|