| Home –› Entertainment –› Shayari –›Bewafa Shayari |
|
|
» Bewafa Shayari |
|
Dil ke armaano ko dil me chhupa rakha hai
Kitne armano ko dil me chupa rakha hai
chirago ki hifajat ko hawao ko bula rakha hai
kaash vo aake kahe hum bhi yaad karte hai tumhe
ik isi aas pe darwajo ko khula rakha hai
ni
......
Read more
Submitted By: Rajat on 10 -Mar-2010 View: 1339
|
| |
|
| |
Gar pukar dil se to chala aau main
Khayalo se chhu lo to chala aau main
muhabbat se keh do to chala aau main
na samajh mujhko waqt ki tarah
gar pukar dil se to chala aau main
jis khushi ne tumko rukhsat kiya
tu
......
Read more
Submitted By: Sunidhi on 23 -Jan-2010 View: 2429
|
| |
|
| |
Bewafaii
Teri wafa ke saath hum tanha zindagi gujar lete
par ek pal na reh paye teri bewafaii ke saath
Submitted By: Imtiyaz on 09 -Apr-2010 View: 1147
|
| |
|
| |
Milne ki kabhi unse fariyaad na karna
Yaad aye jo kabhi unki,
yaad na karna
milne ki kabhi unse fariyaad na karna
log to yun hi daga diya karte hain
unke liye apni zindagi barbad na karna
Submitted By: Imtiyaz on 09 -Jan-2010 View: 1510
|
| |
|
| |
Tum haumein yaad na aate to accha tha
Palko se girte aansu ruk jate to accha tha,
tum haumein yaad na aate to accha tha,
tute dil ki fariyad kare bhi to kis se,
dil hi badal jate to accha tha.
Submitted By: Bali on 27 -Apr-2010 View: 1176
|
| |
|
| |
|
[Prev] | [First Page] | | | | 93 | | | | | [Next] | [Last Page] |
|
| Total Records: 573 |
|
|
|
| Browse Shayari By Category |
|
|