Tere mere darmiyaan faasla badhta gaya
Jyun Jyun waqt ka kafila gujarta gaya
Tere mere darmiyaan faasla badhta gaya,
socha tha hoga kabhi sapno se sundar aashiana apna,
Manzil wanhi rahi par shayad dur reh gaya koi apna.
Submitted By: Sumit Rana on 12 -Mar-2010 | View: 2124
|