Home –› Entertainment –› Shayari –›Motivational Shayari |
|
» Motivational Shayari |
|
Lakshay ojhal na hone paaye
Lakshay ojhal na hone paaye,
kadam barhata chal,
safalta tere kadam chumegi,
aaj nahi to kal.
Submitted By: Rajat on 29 -Jan-2010 View: 5394
|
|
|
|
Taqdeer kisi roz bhi badal sakti hai
Kashti hadein toofan se nikal sakti hai,
baat bigadi hui fir se ban sakti hai,
Hausle rakh apne iraade na badal,
taqdeer kisi roz bhi badal sakti hai.
Submitted By: Rajat on 29 -Jan-2010 View: 3681
|
|
|
|
Waqt ne tanha kar dala to gum na kar
Waqt ne tanha kar dala to gum na kar,
khud ko dost bana le khud se baatein kar,
dokha or fareb chaalein hai duniya ka,
chhoti chhoti batton per aankh nam na kar.
Submitted By: Anil on 28 -Jan-2010 View: 3309
|
|
|
|
[Prev] | [First Page] | | 2 [Next]|[Next Page]
|
Total Records: 8 |
|
|
|
|
Browse Shayari By Category |
|