Honth hain unke ya hain koi raseela jaam
Aankhein hain unki ya hain sharaab ka maikhana,
dekh kar jinko ho gaya hoon main deewana.
honth hain unke ya hain koi raseela jaam,
jinke ehsaas ki tamanna mein beeti hai meri har shaam.
zulfein hain unki ya hain resham ka saaya,
jinki aad mein meri zindagi ka sabse haseen sapna hai khoya.
Submitted By: Katyal on 21 -Feb-2010 | View: 3313
|