Kyon koi chah kar mohobbat nibha nahi paata
Kyon koi chah kar mohobbat nibha nahi paata,
kyon koi chah kar rishta bana nahi paata,
kyon leti hai zindagi aisi karwat,
ki koi chah kar bhi pyar jata nahi paata.
Submitted By: Sahil on 23 -Feb-2010 | View: 1652
|