Ek ek taara us chaand ke liye tut ta hai
Aakash ke taaro mein khoya hai jahaan saara,
un taaro mein lagta hai chaand pyara,
ek ek taara us chaand ke liye tut ta hai,
par woh chaand hai jo subah ke suraj ke liye hi bujhta hai.
= Zindagi main humaare kuchh aise dost bhi hote hain jinko agar hum jaan bhi de denge toh bhi woh hamaari kadr nahi karte==
Submitted By: Jai Parkash on 02 -Apr-2010 | View: 1800
|