Jakhm ruh par dekar mere
Jakhm ruh par dekar mere,
vo marham jism par lagane ko kehte hain,
or vo jo the kaatil mere,
mujhe insaaf dilaane ko kehte hain,
krta bhi toh kaise yaki,
main uski baaton par yaaron,
vo tod deti hai har vaada,
jo vo nibhaane ko kehti hai,
tab kahi jaake saaf hue nazroan me shaksiyat uski,
jab vo mujhe mera ishq bhul jaane ko kehti hai.
Submitted By: Sidharath on 26 -Jan-2010 | View: 2101
|