Home –› Entertainment –› Shayari –›Sad Shayari |
|
» Sad Shayari |
|
Patthar ki duniya jazbaat nahi samjhati
Patthar ki duniya jazbaat nahi samjhati,
dil mein kya hai wo baat nahi samajhati,
tanha to chaand bhi sitaaron ke bhich mein hai,
par chaand ka dard wo raat nahi samjhati.
Submitted By: Vivek on 30 -Jan-2010 View: 3179
|
|
|
|
Ek sawaal dil se kiya karte hain
Ek sawaal dil se kiya karte hain,
ki hum duniya mein kyon jiya kartein hain,
jab ek dusre ke liye milta nahi waqt,
fir log kyon rishte bana liya kartein hain.
Submitted By: Anil on 30 -Jan-2010 View: 1539
|
|
|
|
Aaj mujhe apni kismat par rona aaya
Aaj mujhe apni kismat par rona aaya,
dusre kya maine apno ko aajmaaya,
har apne ki tanhaai maine sadaa door ki,
par khud ko har mod par akela paaya.
Submitted By: Anil on 30 -Jan-2010 View: 2968
|
|
|
|
Kise kahein apna hamdam
Kise kahein apna hamdam,
sabhi dil tod jaate hain,
sajaa kar mehfil ko,
humko akela chhod jaate hain.
Submitted By: Deepak on 29 -Jan-2010 View: 2241
|
|
|
|
Jee bhar ke roye to karaar paaya
Jee bhar ke roye to karaar paaya,
is daur me kisne saacha dost paaya,
guzar rahi hai zindagi imtihaano ke daur mein,
ek zakham bhara nahi ke dausra tayaar paaya.
Submitted By: Anil on 28 -Jan-2010 View: 1732
|
|
|
|
[Prev] | [First Page] | | | | 14 | | [Next] | [Last Page] |
|
Total Records: 77 |
|
|
|
Browse Shayari By Category |
|