Home –› Entertainment –› Shayari –›Sad Shayari |
|
» Sad Shayari |
|
Shayed unhe manjoor na tha
Aane wale the mahino baad,
Station se hamara ghar door na tha,
Par hum milen unse,
shayed unhe manjoor na tha.
Submitted By: Tarun on 18 -Mar-2010 View: 1436
|
|
|
|
Yahi mai sabko ro ro k bas batata hu.
Har shab tere aks ki yaado me simat jaata hu,
har lamha gham judaai ka has k mai bitata hu,
aaj bhi mere paas teri yaado ka khazana jo hai,
aur tu meri hai yahi mai sabko ro ro
......
Read more
Submitted By: Katyal on 12 -Mar-2010 View: 1435
|
|
|
|
Khuda bhi to humein paraya kehne laga hai
Humara saaya hi ab humein aajmaane laga hai,
Duniya humein pagal kehke pukarne laga hai,
Shiqayat nahi hai humein khuda se apni taqdeer ka,
Humara khuda bhi to humein paraya keh
......
Read more
Submitted By: Harpreet on 12 -Mar-2010 View: 1756
|
|
|
|
Lagta hai dukh dost hai hamara
Jahan me har koi khush nahi hota,
zindagi me ghum kabhi kam nahi hota,
Lagta hai dukh dost hai hamara,
aur ye Dost humse door nahi hota.
Submitted By: Vivek on 12 -Mar-2010 View: 1536
|
|
|
|
Saaye ki tarah saath rehne wale
Saaye ki tarah saath rehne wale,
rishta kuchh iss tarah tod gaye,
haqikat mein milna mumkin na raha,
toh woh khwabo mein bhi aana chhod gaye.
Submitted By: Vivek on 08 -Mar-2010 View: 1589
|
|
|
|
[Prev] | [First Page] | | | | 7 | | | | | [Next] | [Last Page] |
|
Total Records: 77 |
|
|
|
Browse Shayari By Category |
|