Din bhar teri yaad kiya karte hai
Din bhar tujhe yaad kiya karte hain ,
auron se bhi teri baat kiya karte hain ,
tera chehra basaa hai hamari in aankho mein ,
neend humein na aaye bas yahi dua katre hain ,
unhe ab ja ke hua ye ehsas ke hum unhe pyar kitna karte hain.
Submitted By: Gagan Deep on 09 -Apr-2010 | View: 2566
|