Sapno me kiya gaya safar ham duri maan chuke
Sapno me kiya gaya safar ham duri maan chuke
paida ki gayi zaroorath ham majburi maanchuke,
ye duniya teri yaadon se bhari hai to kya hua
ankhe bandh kar ke teri gali ko andheri maan chuke,
dhadkan aur saans ka chala gaya ehsaas
ab to apne aap ki baat bhi adhuri maan chuke,
hakeekat kya hai koyi hame na samjhana
ham duniya ki baaton ko lori maan chuke
Submitted By: Jai Parkash on 23 -Mar-2010 | View: 1568
|