Aakhri saans tak koshish karunga tujhe manane ki
Hua kya kasoor
wajah kya thi tere jane ki,
dhadkan chal rahi hai
kisi ko umeed hai aaj bhi tere wapas aane ki,
aakhri saans tak koshish karunga tujhe manane ki
saans tut jaye,
shayad wo hi wajah ho tere wapas aane ki,
shayad nazar lag gai mere pyar ko zamane ki
Submitted By: Tarun on 20 -Mar-2010 | View: 7893
|