Tujhe bhoolna thi meri majburi
Tujhe bhoolna thi meri majburi,
isme teri thi na koi kamjori,
par tu bhoola kuch is kadar mujhe,
jaise intezaar tha is pal ka tujhe,
kya samjhu teri is bekhudi ko,
tu tha bewafaa ya mai kar na pai wafa.
Submitted By: Deepak on 20 -Feb-2010 | View: 2669
|