Saya bhi bewafaa ho gaya
Har pal sochta hoon ye kya ho gaya hain..
zindagi ke is mod pe ye pyaar kya de gaya hain....
jo chalta rahta hain hardum hi sath mere...
andhere mein mera saaya bhi bewafaa ho gaya...
Submitted By: Harpreet on 25 -Apr-2010 | View: 2439
|