Beete pal kabhi wapas aa nahi sakte
Beete pal kabhi wapas aa nahi sakte,
unhe kaise kahe ke hum unke bina jee nahi sakte,
dooriyan badhane ka faisla unka hi tha,
isliye unke khilaf hum bhi jaa nahi sakte....
Submitted By: Vikram on 11 -Mar-2010 | View: 1460
|