Chalna zindagi mein sahi mohra dekhkar
Sukoon milta hain tera chehra dekhkar...
rozana pyaar mein dil gehra dekhkar...
har lamha bitana chahta hoon saath tere...
lout aata hoon ghar per pehra dekhkar...
taza rakha kuredkar aashiqui ka zakhm...
ke yaadein bewafaa aaye zakhm dekhkar...
ye husno ishq siyasi lagte hain bahut...
chalna zindagi mein sahi mohra dekhkar...
Submitted By: Tarun on 13 -Jan-2010 | View: 1579
|