Apne safar mein ab koi bewafa ki talaash karo
Maang li maine sab dua khuda se unke liye,
ab inn haath ki lakeeron mein naam apna talaash karo,
abhi hai raste sunsaan aur manzilen kareeb ,
apne safar mein ab koi bewafa ki talaash karo.
Submitted By: Imtiyaz on 17 -Feb-2010 | View: 1328
|