Na jaani qader meri
Anjaan thhe ishq ke anjaamon se,
naadaan dil kar baitha naadaani,
de baithe jaan usko jisne na jaani qadar meri,
mili thhi mulkaton se bhi adhik khushi,
nilaam huwa dil nilaamiyon ke bich gali gali.
Submitted By: Anil on 05 -Jan-2010 | View: 1825
|