Sharaab ab marham ban gai
Pyar nahin karna tha humse,
to dillagi to na ki hoti,
ae bewafa beech samundar mein laakar maraa,
ek kashti to di hoti.
humari apni hi chaahat humaare dil
ka zakham ban gayi,
jis sharaab se rahte they dur wahi
sharaab ab marham ban gai.
Submitted By: Vivek on 21 -Feb-2010 | View: 1451
|