Mar mar ke koi kaise jeeta hai tu bhi jaan jati
Judai ka dard kya hota hai
tu kya jane,
hanste hue bhi dil kaise rota hai
tu kya jane,
koi ishq mein pagal kaise hota hai
tu kya jaane,
koi mar mar ke kaise jita hai
tu kya jane,
tere ishq mein ham kis kadar pagal
ho gaye tu kya jane,
kaash jo pyar hum ne tere liye
dil mein daba rakha tha
tujhe bataa paate,
to ye judai ka dard kya hota hai
hanste hue koi kaise rota hai
mar mar ke koi kaise jeeta hai
tu bhi jaan jati
aur iss kadar hame har din maut na aati
Submitted By: Anil on 06 -Jan-2010 | View: 1741
|