| Home –› Entertainment –› Shayari –›Bewafa Shayari |
|
|
» Bewafa Shayari |
|
Tadpana dil ko hota hai
Dil ki baate dil hi jaane
phir bhi dil ye rota hai
aankhon ki baate aankhe hi jaane
par tadpna dil ko hota hai
iss dil aur aankhon ka
koi kasoor nahi yaaron
bas ye gunah kara
......
Read more
Submitted By: Sunidhi on 22 -Feb-2010 View: 1784
|
| |
|
| |
Ek sapna tha ghar basane ka
Ek sapna tha ghar basane ka
unke saath zindagi bitane ka
toot gaye zindagi ke sab sapne
dil karta hai ab akele hi zindagi bitane ka
Submitted By: Katyal on 23 -Apr-2010 View: 2005
|
| |
|
| |
Kami hamari hogi
Khamoshi se suno wo aawaaz hamari hogi
mehfil me jo tanha kar jaye wo yaad hamari hogi
jab kabhi bhi sochogi hamare pyar ko to
har taraf khushiyan hongi lekin kami hamari hogi
Submitted By: Imtiyaz on 09 -Mar-2010 View: 1828
|
| |
|
| |
Bewafa samjha
Humne jise chaha usne hume bewafa samjha
na hmare dil ko samjha na alfazo ko samjha
jab samjhana chaha to keh diya
ja sanam tu to bewafa nikla
Submitted By: Jai Parkash on 28 -Mar-2010 View: 1354
|
| |
|
| |
Kyu gam karoo main teri shaadi ka
Dil ye kehta hai
kyu gam karoo main teri shaadi ka
tu to hai aadat se bewafa
phir kyu na main jashn manau
kisi aur ki barbaadi ka
Submitted By: Mukesh Rastogi on 16 -Jan-2010 View: 4633
|
| |
|
| |
|
[Prev] | [First Page] | | | | 101 | | | | | [Next] | [Last Page] |
|
| Total Records: 573 |
|
|
|
| Browse Shayari By Category |
|
|