| Home –› Entertainment –› Shayari –›Bewafa Shayari |
|
|
» Bewafa Shayari |
|
Logon ko hum se aaj ruswayi kyun hai
Is do pal ki zindagi mein tanhai kyun hai
logon ko hum se aaj ruswayi kyun hai
iss duniya mein saath dene wale tho kam nahi
phir hamare saath hamari parchhayi kyun hai
Submitted By: Deepak on 13 -Jan-2010 View: 1611
|
| |
|
| |
Meri kabar par use diya mat jalane dena yaron
Wo bewafa mera imtihan kya legi
milegi nazar to nazar jhuka legi
meri kabar par use diya mat jalane dena yaron
wo nadaan hai apna haath jala legi
Submitted By: Vikram on 14 -Jan-2010 View: 4791
|
| |
|
| |
Aankho me hai gum ke aansu
Aankho me hai gum ke aansu aur hotho pe faryad hai
ab kya hai paas humare bas ek uski yaad hai
uske lakho hai gum,
mera ek hai gum main kya karu
uske bin dil na lage ab to mai
......
Read more
Submitted By: Sidharath on 28 -Jan-2010 View: 1836
|
| |
|
| |
Tumhe khone se darte hain
Tanhaiyo se nahi hum unki ruswaiyon se darte hain
duniya se nahi hum to unaki judaiyon se darte hain
yu to tumhe paane ke liye bahot kuchh khoya hain
isliye aaj na jaane kyu tum
......
Read more
Submitted By: Tarun on 15 -Feb-2010 View: 1857
|
| |
|
| |
Your file not found!
Kal jab mile the
to dil mein hua ek sound
aur aaj mile to kehte hain
your file not found!,
jo muddat se hota aaya hai
woh repeat kar doonga
tu naa mili to apni zindagi
ctrl+
......
Read more
Submitted By: Satish on 02 -Feb-2010 View: 1223
|
| |
|
| |
|
[Prev] | [First Page] | | | | 104 | | | | | [Next] | [Last Page] |
|
| Total Records: 573 |
|
|
|
| Browse Shayari By Category |
|
|