| Home –› Entertainment –› Shayari –›Bewafa Shayari |
|
|
» Bewafa Shayari |
|
Khanjar meri talaash mein tha!!
Woh jisko dost samajh kar lipat gaya thha main,
usi ke haath ka khanjar meri talaash mein thha!!
Submitted By: Jai Parkash on 28 -Jan-2010 View: 2628
|
| |
|
| |
aap na jaane kyon inkaar kar rahe ho
Main aapke intezaar mein baitha hoon,
aur aap na jaane kiska intezaar kar rahe ho,
ye dil aapse pyar karne ki ijazat maang raha hai,
aur aap na jaane kyon inkaar kar rahe ho.
Submitted By: Anil on 05 -Feb-2010 View: 1255
|
| |
|
| |
Har ranjish ek dua baan gayi hai
Tumhe pukarte thake nahin hain,
khamoshi ek zubaan ban gayi hai,
tere rubaru aate hi aye bewafa,
har ranjish ek dua baan gayi hai!!!
Submitted By: Bali on 01 -Jan-2010 View: 2287
|
| |
|
| |
ab bichdda hai toh kya royein judayi pe teri,
Mujhse mukhlis na wakif meray juzbaat se thha,
us ka rishta toh sirf apnay muffad say thha,
ab bichdda hai toh kya royein judayi pe teri,
yeh andesha toh humein pehli mulakaat s
......
Read more
Submitted By: Bali on 09 -Jan-2010 View: 1278
|
| |
|
| |
Jawani hi nahi aayi
Samajh lunga ki mujhe,
ronaa hi nahi aaya,
ankhon mein na pani aaya,
aur naa hi main roya,
samajh loonga ki mujhe,
jawani hi nahi aayi,
naa hi tujh se pyaar kiya,
aur naa
......
Read more
Submitted By: Deepak on 13 -Feb-2010 View: 1563
|
| |
|
| |
|
[Prev] | [First Page] | | | | 53 | | | | | [Next] | [Last Page] |
|
| Total Records: 573 |
|
|
|
| Browse Shayari By Category |
|
|