| Home –› Entertainment –› Shayari –›Bewafa Shayari |
|
|
» Bewafa Shayari |
|
Apne safar mein ab koi bewafa ki talaash karo
Maang li maine sab dua khuda se unke liye,
ab inn haath ki lakeeron mein naam apna talaash karo,
abhi hai raste sunsaan aur manzilen kareeb ,
apne safar mein ab koi bewafa ki ta
......
Read more
Submitted By: Imtiyaz on 17 -Feb-2010 View: 1368
|
| |
|
| |
Guman tha hume apne pyar pe
Guman tha hume apne pyar pe,
kabhi juda nahi honge yakin tha,
nazro ke samne tha jab tak woh mera tha,
pal bhar ko band hui palak woh mera na tha.
Submitted By: Satish on 18 -Feb-2010 View: 1553
|
| |
|
| |
Jab apno ne diya dard
Jab apno ne diya dard,
to duniya se kya kehna,
yun to lakhon dard mile hain hume,
par iss dard ka kya kehna.
Submitted By: Katyal on 12 -Jan-2010 View: 3623
|
| |
|
| |
Tera buraa nahi chaahta hun
Tumhe kya maalum,
mai din aaj-kal kaise gujaarta hun,
bhir se milne ko ji nahi karta
or tanhaiyon se ghabrata hun,
tumhe kya maalum,
deepak ki low sa ye dil jalta hai
or di
......
Read more
Submitted By: Rajat on 02 -Mar-2010 View: 1601
|
| |
|
| |
Bewafaa se murhum ki umeed kar baithe
Zindagi mein ek haseen galti kar baithe,
hum naadaani mein pyar kar baithe,
dil ko apne khud thokar maar baithe,
ek bewafaa se murhum ki umeed kar baithe.
Submitted By: Govind on 18 -Jan-2010 View: 1474
|
| |
|
| |
|
[Prev] | [First Page] | | | | 58 | | | | | [Next] | [Last Page] |
|
| Total Records: 573 |
|
|
|
| Browse Shayari By Category |
|
|