Dekhein jo jalwe husn-e-yaar ke
Kaate nahi kat te hain lamhe intezaar ke,
nazarein jama ke baithe hain raste pe yaar ke,
dil ne kaha dekhein jo jalwe husn-e-yaar ke,
layaa hai koun inko,
phalak se utaar ke.
Submitted By: Rajat on 26 -Jan-2010 | View: 4358
|