Wo zamana yaad hai
Chhup chhup ke raat din aansu
bahaana yaad hai,
humko ab tak aashiqui ka,
wo zamana yaad hai.
aisa lagtaa hai ke saaree khubsuratee
tujj mein samaa gayee,
raahon mein chalte ho
to nazarein tuj par rehatee hai,
andheraa jeevan bhi,
tuj se roshan ho jata hai.
Submitted By: Sunidhi on 27 -Mar-2010 | View: 3281
|