Home –› Entertainment –› Poem –›Diwali Poem |
|
» Diwali Poem |
|
Happy diwali
Sau janam ka saath apna,
Sans ka dhadkan se jaise,
Aas ka jeevan se jaise,
Kaise kate saal solah,
Shyam ki jogan ke jaise.
Jhoot ke parde na dhoondo,
Sach kaho na .
Kuchh ka
......
Read more
Submitted By: paras on 13 -Nov-2012 View: 4569
|
|
|
|
Diwali ki raat hai aayi
Deepon ki pankti mein hansti,
diwali ki raat hai aayi.
Deepa, Raju ne mil-jul kar,
ghar, aangan ki kari safaayi.
pooja ki thali mein sajte,
mewa, kumkum, phool, mithaayi.
......
Read more
Submitted By: Tarun on 31 -Oct-2010 View: 14813
|
|
|
|
Diwali ke dhumdhraake
Diwali ke dhumdhraake,
dage pataakhe, huye dhmaake.
jhilmil jhilmil saari basti,
bachchon mein chhayi hai masti.
aangan mein kandeel suhaani,
deep jalaati gudiya raani.
......
Read more
Submitted By: Sunidhi on 31 -Oct-2010 View: 8422
|
|
|
|
Jagmag jagmag deep jal rahe
,
gali-gali chaurahon par.
timtim deepon ki ladiyaan,
damak rahi ghar dwaaron par.
kahin kisi ki chaukhat par,
kahin kisi ke aangan mein,
deepon ka tyohar anutha,
harsh ja
......
Read more
Submitted By: Govind on 31 -Oct-2010 View: 14983
|
|
|
|
Jangal mein diwali
Diwali par chuhe ji ne,
naya suit silwaaya.
billi rani ne paridhaan,
London se mangwaaya.
sherji ne bhi mangwaayi,
jodhpur ki sherwaani,
bandar bhaiya lekar aaya,
neela
......
Read more
Submitted By: Sahil on 26 -Oct-2010 View: 11262
|
|
|
|
[Prev] | [First Page] | 1 | | [Next] | [Last Page]
|
Total Records: 12 |
|
|
|
|
Browse Poem By Category |
|
|