Home –› Entertainment –› Poem –›Mother Tongue Hindi Poem |
|
» Mother Tongue Hindi Poem |
|
Modern hindi
India humari COUNTRY hai,
aur hum hain INDIAN CITIZENS,
isliye Hindi bolani humari DUTY hai,
par bechaari Hindi ki kismat futi hai.
aaj ki YOUNG GENERATION,
jab kabhi MOUT
......
Read more
Submitted By: Tarun on 19 -Nov-2010 View: 9153
|
|
|
|
Hindi ek mehakata gulshan
Hindi ek mehakata gulshan,
praadeshik bhashaayein phool.
koi kisi ki nahi dushaman,
vair-bhaav hota fijool.
sabaka apna mahatav hai,
kyon kahein hum ul-julool.
angreji
......
Read more
Submitted By: Suresh on 14 -Nov-2010 View: 6263
|
|
|
|
Hindi bhasa sugam saral hai
Hindi bhasa sugam saral hai,
Hindi paawan Ganga jal hai,
Hindi ka lagata hai humko,
aane waala ujala kal hai.
Hindi ki raaho mein koi,
roda nahi - naa hi atkaaye,
bane vish
......
Read more
Submitted By: Vikram on 02 -Nov-2010 View: 10046
|
|
|
|
Hindi Bharat bhasa hai
Bharat ka ho mastak uncha,
jan jan ki abhilasha hai,
hum bachche hain Bharat maa ke,
Hindi Bharat bhasa hai.
Sanskrit ki putri hai hindi,
Brij avadhi ki janani Hindi,
Tamil
......
Read more
Submitted By: Sidharath on 02 -Nov-2010 View: 9894
|
|
|
|
[Prev] | [First Page] | 1 [Next]|[Next Page]
|
Total Records: 4 |
|
|
|
|
Browse Poem By Category |
|