| Home –› Entertainment –› Shayari –›Bewafa Shayari |
|
|
» Bewafa Shayari |
|
Puri botal bewafa k naam
Ek jaam dost k naam
ek jaam pyar k naam
ek jaam wafa k naam
aur puri botal bewafa k naam,
Submitted By: Govind on 25 -Mar-2010 View: 1288
|
| |
|
| |
Na salaam yaad rakhna
Na salaam yaad rakhna
na paigaam yaad rakhna
ho sake tho zindagi mein
hamara naam yaad rakhna
Submitted By: Bali on 13 -Feb-2010 View: 1204
|
| |
|
| |
Pyaar ki kami
Meri zindgi mein kisi k pyaar ki kami si rahi,
tamaam umar mohabbat se meri dushmani si rahi.,
har koi mila mujhse,
par wo apnaapan naa mila,
bhari mehfilo mein bhi hamein tanh
......
Read more
Submitted By: Rajat on 19 -Mar-2010 View: 1693
|
| |
|
| |
Kadam kadam par
Kadam kadam par baharon ne sasth chhod diya,
pada jab wakt to apno ne sasth chhod diya.
kasam khaai thi in sitaaron ne,
saath dene ki ,
subah hote hi sitaron ne bhi sath chhod
......
Read more
Submitted By: Deepak on 05 -Jan-2010 View: 1456
|
| |
|
| |
Yeh kaash
Yeh kaash kahin aisa hota ki do dil hote seene mein
ek toot bhi jaata ishq mein to taklif na hoti jeene mein.
Submitted By: Rajat on 01 -Mar-2010 View: 1214
|
| |
|
| |
|
[Prev] | [First Page] | | | | 19 | | | | | [Next] | [Last Page] |
|
| Total Records: 573 |
|
|
|
| Browse Shayari By Category |
|
|