EverythingForCity.com  
Login Register
Login Register
Home | Entertainment | Our India | India Yellow Pages | Tools | Contact Us
Shayari | Quiz | SMS | Tongue Twister | Poem | Fact | Jokes
 
 
 
 
 
Home –› Entertainment –› Poem –›Republic Day Poems
» Republic Day Poems
Ye Bharat Desh Mahaan Hai

Ye Bharat desh mahaan hai.
ye mera desh mahaan hai.

Iske leharaate kheton ka,
ann hum sabne khaya hai.
kal kal karti nadiyon se,
sheetal jal humne paaya hai.

Iske utpaadit vastra se
apana tan bhi dhak paaya hai.
isaki paawan shaalaaon mein
gyan sada humne paya hai.

isake har ek nar-naari se
pyar sabhi hi paate hain.
isaki pyari mitti ko hum
apana sheesh jhukate hain.

Iss paawan bhumi mein humne,
apana jeevan safal banaya hai.
ye swarg se bhi mahaan hai,
ye mera desh mahaan hai.

Written By: Hariparsad Dharmak Vishal



ये भारत देश महान है.
ये मेरा देश महान है.

इसके लहराते खेतों का,
अन्न हम सबने खाया है.
कल कल करती नदियों से,
शीतल जल हमने पाया है.

इसके उत्पादित वस्त्र से
अपना तन भी ढक पाया है.
इसकी पावन शालाओं में
ज्ञान सदा हमने पाया है.

इसके हर इक नर -नारी से
प्यार सभी ही पाते हैं.
इसकी प्यारी मिट्टी को हम
अपना शीश झुकाते हैं.

इस पावन भूमि में हमने,
अपना जीवन सफल बनाया है.
ये स्वर्ग से भी महान है,
ये मेरा देश महान है.

कविता: हरिप्रसाद धर्मक विशाल

Submitted By: Vikram on 16 -Jan-2012 | View: 13488
 
Related poem:
Browse Poem By Category
 
 
 
Menu Left corner bottom Menu right corner bottom
 
Menu Left corner Find us On Facebook Menu right corner
Menu Left corner bottom Menu right corner bottom