Chehra
Is kadar saja mili cherha dekh kar dosti karne ki,
ke ab tak apni aankho ko maaf na kar paya......
Ilzaamon se itna bhar diya ghar mera,
ke ab tak apne ghar ko saaf na kar paya......
Har lamho ko jiske naam kar diya,
wo kahte hai unke liye kuch khaas na kar paya.
Is kadar saja mili cherha dekh kar dosti karne ki,
ke ab tak apni ankho ko maaf na kar paya......
By
Mehar Sharma
Submitted By: mehar on 30 -May-2013 | View: 2573
|