Prarthana
Hey prabhu sukhmay sakal sansaar ho,
na koi dukhi aur na koi lachaar ho,
satya ki jyoti jale har dil mein,
satya ka sda vyawahaar ho.
hey prabhu sukhmay sakal sansaar ho.
jaati, majhab ka bandhan tute,
maanav-maanav mein pyar ho,
ram rahim ko ek kar jaanein,
naamon pe na takraar ho.
he prabhu sukhmay sakal sansaar ho.
ek ko jaano ek ko maano,
bas ek ka hi prachaar ho,
'Deep' kabhi na patjhad aaye,
jeevan mein sda bahaar ho.
hey prabhu sukhmay sakal sansaar ho.
हे प्रभु सुखमय सकल संसार हो,
न कोई दुखी और न कोई लाचार हो,
सत्य की ज्योति जले हर दिल में,
सत्य का सदा व्यवहार हो.
हे प्रभु सुखमय सकल संसार हो.
जाती, मजहब का बंधन टूटे,
मानव -मानव में प्यार हो,
राम- रहीम को एक कर जानें,
नामों पे न तकरार हो.
हे प्रभु सुखमय सकल संसार हो.
एक को जानो एक को मानो,
बस एक का ही प्रचार हो,
'दीप' कभी न पतझड़ आये,
जीवन में सदा बहार हो.
हे प्रभु सुखमय सकल संसार हो.
Submitted By: Deepak on 11 -Oct-2010 | View: 22734
|