EverythingForCity.com  
Login Register
Login Register
Home | Entertainment | Our India | India Yellow Pages | Tools | Contact Us
Shayari | Quiz | SMS | Tongue Twister | Poem | Fact | Jokes
 
 
 
 
 
Home –› Entertainment –› SMS –›Bewafai SMS
» Bewafai SMS
Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda

Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda,
zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda,
vaada kiya sitaron ne saath dene ka,
subah hone par sitaron ne bhi saath
chhoda




Submitted By: Deepak on 22 -Mar-2010  View: 1553
Characters: 166
 
 
What to do when it feels

What to do when it feels
What to do when it does not heals
Every sweet moment of life it steals
But heart has only love where it deals




Submitted By: Hardeep on 22 -Mar-2010  View: 1326
Characters: 137
 
 
Chup Hontho ki juban ye ansoo hote hain

Chup Hontho ki juban ye ansoo hote hain
Jo chup rahte hain fir bhi behte hain
Aur in aasuon ki kismat to dekhiye
Ye unke liye behte hain jo in ankhon mein
rehte hain




Submitted By: Sidharath on 22 -Mar-2010  View: 1734
Characters: 169
 
 
Geele kagaz ki tarah hai zindgi

Geele kagaz ki tarah hai zindgi apni,
Koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi.
Is kadar akele ho gaye hai hum ajkal,
Koi satata bhi nahi koi manata bhi nahi.




Submitted By: Bali on 22 -Mar-2010  View: 1480
Characters: 160
 
 
Baazi Jeet Ke Asin Han Haar Chale

Baazi Jeet Ke Asin Han Haar Chale,
Satt Apne Dil Te Maar Chale,
Nahin Bhulne Yara Oh Din Sanu,
Jo Tere Sang Han Gujaar Chale,
Asin Karange Yad Tainu,
Asin Dil Ch Sama Ke Payar


...... Read more Read Full Content

Submitted By: Satish on 22 -Mar-2010  View: 1278
Characters: 336
 
 
Hum shisha bankar tut gaye

Wo yuhi ruth gae,

sare armaan mere tut gaye,

nafrat ka rang unhone aisa dikhaya k,

woh patthar bankar jine lage,

aur hum shisha bankar tut gaye.




Submitted By: Vikram on 18 -Mar-2010  View: 1655
Characters: 156
 
 
Bewafa woh nahi

Bewafa woh nahi shayad hum
hi kharaab the,

Zeher ki zaroorat nahin mar
jayenge sharab se,

kaante mehsoos hi nhi huye,
kyonki pyar hi itna tha uss gulab se.




Submitted By: Tarun on 18 -Mar-2010  View: 1381
Characters: 164
 
 
Yeh duniya hai bedardo ki

Yaaron yeh duniya hai bedardo ki,

yaha har roz chhupana padta hai,

dil mein hai lakhon zakhm fir bhi,

mehfil mein toh muskurana padta hai.




Submitted By: Satish on 17 -Mar-2010  View: 1377
Characters: 147
 
 
Aankhen hansti hai

Aankhen hansti hai magar dil yeh rota hai,

mante hai jise hum manzil apni,

humsafar uska koi aur hota hai.




Submitted By: Rajat on 17 -Mar-2010  View: 1235
Characters: 112
 
 
Phir bewafa ko dost bana baithe

Phir bewafa ko dost bana baithe,

uski sadgi se fareb kha baithe,

pathron se hai apna rishta purana,

phir bhi shishe ka ghar bana baithe..




Submitted By: Satish on 17 -Mar-2010  View: 2516
Characters: 146
 
 
Khwaab na ban sake teri ankhon ka

Mana ki khwaab na ban sake teri ankhon ka,
par ashq ban ke teri ankhon me shama jayenge,

mar ke bhi tumse juda na honge,

khak ban ke teri galiyon mein bikhar jayenge.




Submitted By: Tarun on 17 -Mar-2010  View: 1211
Characters: 173
 
 
Zakhm nazar hi nahi aaye

Kareeb rehne ki chah toh hume bhi thi,
par na jane kyun faasle hi darmiyan aaye,
marz ki dawa toh le lete hum bhi,
par na jane kyun zakhm nazar hi nahi aaye.




Submitted By: Gagan Deep on 17 -Mar-2010  View: 1334
Characters: 160
 
 
Aisi bewafaai ki ussne

Aisi bewafaai ki ussne ,

mohabbat bhi badnaam ho gayi,

apni mohabbat ki itni kimat vasool ki usne,
ke hamari arthi bhi nilaam ho gayi.




Submitted By: Katyal on 17 -Mar-2010  View: 1217
Characters: 141
 
 
Ek gham kafi hai sari umr rulane ke liye

Sau phool kam hai dulhan ko sajane ke liye,

ek phool kafi hai kabr par lagane ke liye,

sau khushiyan kam hai ek gham ko bhulane ke liye,

ek gham kafi hai sari umr rulane k


...... Read more Read Full Content

Submitted By: Satish on 17 -Mar-2010  View: 2267
Characters: 187
 
 
Phir na jaane kyu badal jaatey hai

Vishwas banke log zindagi main aatey hai
khwab banke aankhon main samaa jaatey hai
pehle yakeen dilate hai ki woh hamare hai
phir na jaane kyu badal jaatey hai




Submitted By: Gagan Deep on 17 -Mar-2010  View: 1582
Characters: 163
 
 
[Prev] | [First Page] | | | | 6 | [Next] | [Last Page]
Total Records: 98
Browse SMS By Category
 
 
 
Menu Left corner bottom Menu right corner bottom
 
Menu Left corner Find us On Facebook Menu right corner
Menu Left corner bottom Menu right corner bottom