Kisi dard ko sambhal pana aasan nahi,\\r\\n\\r\\nh
Kisi dard ko sambhal pana aasan nahi,
haste huye har pal ko bhula pana aasan nahi..
zindgi me har koi dil me nahi bas paata,
aur jo bas jaaye usse nikaal pana aasan nahi..
Submitted By: Suchitra on 22 -Apr-2010 | View: 1067
Characters: 174
|