Jo pasand aayi wo mili nahi
Jo pasand aayi wo mili nahi,
jo mili wo jami nahi,
jo jami uske saath maza nahi aaya,
jiaske saath maza aaya wo
hamesha k liye rahi nahi!!!
..
ajeeb hai ye naukri!!!!
Submitted By: Sidharath on 22 -Mar-2010 | View: 1452
Characters: 176
|