Kismat ko dosh deta hai
Dubta hai tho pani ko dosh deta hai,
girta hai tho patthar ko dosh deta hai,
insaan bhi bada ajeeb hota hai,
kuch kar nahi pata hai tho kismat ko dosh deta hai.
Submitted By: Deepak on 25 -Jul-2011 | View: 3285
Characters: 163
|