Dushman se pyaar karke
Kya faaida hua hai ab intezaar
karke,
gardish mein aa gaye hain
hum tumse pyaar karke,
iss daur mein wafa ka
hum karobaar karke,
rishta nibha rahe hai
dushman se pyaar karke.
Submitted By: Sidharath on 22 -Apr-2010 | View: 989
Characters: 181
|