Hota hai itna khubsurt pehla pyar
Zindgi ka pahla pyar kaun bhulta hai
Ye pahli bar hota hai jab koi kisi ko
Khud se badhkar chahta hai,
Uski pasnd uski khwahish me khud ko bhul jata hai,
Hota hai itna khubsurt pehla pyar to na jane
Kyu aksar adhura reh jata haiā¦
Submitted By: Vikram on 30 -Nov-2013 | View: 833
Characters: 236
|